Kahaniyon wala Pyar by Falak Tanweer

Genre: Second Marriage | Romantic drama | family conflicts | cross-cultural relationships | personal growth | emotional journey | overcoming misunderstandings | family dynamics | love and reconciliation | life struggles | heartfelt story | deaf and mute heroine | disability representation | overcoming challenges |

Love and Redemption Through Adversity: A Journey with a Deaf Heroine and a Struggling Hero

 

Click the below link to download the novel

Kahaniyon wala Pyar by Falak Tanweer

 

Mustafa ek aise hero hain jinke 4 bhai hain.

Unke teen bade bhai shadi ke baad apni families ke sath beroon mulk settle ho jate hain,

jabke Mustafa apne parents ke sath rehta hai aur apne bhaiyon

ki be-hissi ke wajah se unse naraaz hai. Mustafa apni colleague se shadi karta hai,

lekin jab uske walid bemar hotay hain,

to Mustafa apni puri koshish karta hai ke unki khidmat mai koi kami na rahe.

Yeh baat uski biwi ko pasand nahi aati aur wo divorce le leti hai.

Heroin Adeena, jo bol aur sun nahi sakti,

apni maa ke sath nanyal mai rehti hai.

Uske walid isi baat ko wajah bana kar uski maa ko talaq de dete hain.

Ek safar ke doran, Adeena aur Mustafa ka takraar hota hai.

Shuru mein dono ke darmiyan bohot si muskilat aur misunderstandings hoti hain,

lekin dheere dheere dono ek dosre ko samajh kar

aur apne behtareen jazbat ko samajh kar ek khushi bhari ending tak pohnchte hain.

Is kahani mai ek jazbati safar aur zindagi ke rangin pehluon ko explore kiya gaya hai.

Yeh kahani aapko yeh sikhayegi ke asli pyar aur samajh ke liye ek doosre ki mushkilat aur jazbat ko samajhna zaroori hai.

Is kahani k safar ko zaroor padhein aur pyar aur samajh ka rang chakhain.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *