Samt Al-Hubb by Nighat Seema
“Kya mohabbat ki kahani khamoshiyon mein chhupi hoti hai?”
Click the link below to download the novel
Samt Al-Hubb by Nighat Seema
Hero: Usman, jise apne walid ki achanak wafat ke baad poore ghar ki zimmedari sambhalni padti hai. Uska chota bhai, Waleed, hai. 🌻
Heroine: Mahru, mazare ki beti, jo hero ki maa ki madad ke liye apni maa ke saath gaon se aati hai.
Heroine ki Waleed se kafi dosti hai. Hero ek reserve nature ka insaan hai. Heroine ke liye uske cousin ka rishta aata hai, lekin wo shadi se inkar kar deti hai.
Baad mein, uski shadi kisi aur se tay ho jati hai, jisme wo dil se razi nahi hoti, lekin khamosh rehti hai. 💔
Kafi arse baad, hero job se wapas ghar aata hai, jab use pata chalta hai ke Mahru ke husband ne use maar kar ghar se nikal diya hai.
Aage kya hota hai, yeh jaanne ke liye read karein. Mujhe yeh kahani achi lagi! 💕
Hero ki after marriage story hai. 🙂