Wuhi Raah Muqaddar thi By Asia Raees Khan

Download Link

Kahani ki Tafseel:

Hero: Bilal ke walid ki death ho chuki. Hero ke rishte ke chacha unki kafi help karte hain aur un dono maa betay ka khayal rakhte hain. Badle mein, hero aur uski maa unke ghar ke kaam waghaira karke unke ihsanat ka shukriya ada karne ki koshish karte hain. 🌹

Heroine: Nuha un uncle ki beti hai aur kafi maghroor hai. Wo hero se nokron jaisa sulook karti hai. Hero kafi sanjeeda mizaj hai, aur heroine ke aise rawiye ki wajah se wo usay pasand nahi karta. 😊

Naya Mor: Jab hero ko job milti hai, wo aur uski maa kisi dusre sheher shift kar jate hain.

Mushkilat: Heroine ke married bhai aur bhabi ki aik hadse mein death ho jati hai. Ghar ke halat bht kharab ho jate hain, aur sab business ka paisa qarze ki adaigi mein chala jata hai. Bhai ke 2 chote bachon ki parwarish ke liye, heroine job ki talash shuru karti hai.

Khushgawar Ikhtitam: Yahi se kahani mein naya mor aata hai. Kahani bht piyari chalti hai with a happy ending! ♥️🌹

Yeh kahani mohabbat, qurbani, aur naye mauqe ki khoobsurati ko ujagar karti hai, aur iska khushgawar ikhtitam dil ko chhoo leta hai!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *